Aansu Shayari, Kya Kahoon Deeda-e-Tar

New Shayaris on Tears in Hindi and English Font

Advertisement

Aansu Shayari, Kya Kahoon Deeda-e-Tar

Kya Kahoon Deeda-e-Tar Yeh Toh Mera Chehra Hai,
Sang Kat Jaate Hain Baarish Ki Jahan Dhaar Gire.
क्या कहूँ दीदा-ए-तर ये तो मेरा चेहरा है,
संग कट जाते हैं बारिश की जहाँ धार गिरे।

Kaun Kehta Hai Ke Aashuon Mein Wajan Hai Hota,
Ek Bhi Chhalak Jata Hai Toh Man Halka Ho Jata Hai.
कौन कहता है कि आंसुओं में वज़न नहीं होता,
एक भी छलक जाए तो मन हल्का हो जाता है।

Advertisement

Humein Kya Pata Tha Yeh Mausam Yun Ro Padega,
Humne Toh Aasmaan Ko Bas Apni Dastaan Sunayi Hai.
हमें क्या पता था ये मौसम यूँ रो पड़ेगा,
हमने तो आसमां को बस अपनी दास्ताँ सुनाई है।

Tumne Kaha Tha Aankh Bhar Ke Dekh Liya Karo Mujhe,
Ab Aankh Bhar Aati Hai Par Tum Najar Nahi Aate.
तुमने कहा था, आँख भर के देख लिया करो मुझे,
अब आँख भर आती है पर तुम नज़र नहीं आते​।

Sadaf Ki Kya Hakeeqat Hai Agar Usmein Na Ho Gauhar,
Na Kyun Kar Aabru Ho Aankh Ki Maukoof Aansu Par.
सदफ की क्या हकीकत है, अगर उसमें न हो गौहर,
न क्यों कर आबरू हो आंख की मौकूफ आंसू पर।

Advertisement

Ashq Shayari, Dekar Aankhon Mein Aansu

Ashq Shayari, Kabhi Aankh Mein Aansu

Comments