Dard Shayari

Advertisement

Dard Shayari, To Aur Kya Karte

Best Dard Status in Hindi

Dard Shayari, To Aur Kya Karte

Dard Se Haath Na Milate Toh Aur Kya Karte,
Gham Mein Aansu Na Bahate Toh Aur Kya Karte,
Usne Mangi Thi Humse Roshni Ki Duaa,
Hum Apna Dil Na Jalate To Aur Kya Karte.
दर्द से हाथ न मिलाते तो और क्या करते,
गम में आँसू न बहते तो और क्या करते,
उसने मांगी थी हमसे रौशनी की दुआ,
हम अपना दिल न जलाते तो और क्या करते।

[ Read More Shayaris ]

Advertisement

Faraz Dard Shayari Collection

अहमद फ़राज़ की दर्द भरी शायरी

Faraz Dard Shayari Collection

Kaun Tolega Heeron Mein Ab Hamare Aansoo Faraz?
Woh Jo Ek Dard Ka Taajir Tha Dukan Chhor Gaya.
कौन तोलेगा हीरों में अब तुम्हारे आंसू फ़राज़,
वो जो एक दर्द का ताजिर था दुकां छोड़ गया।

Aankhein Khuli Toh Jag Uthhi Hasratein Faraz,
Usko Bhi Kho Diya Jise Paya Tha Khwab Main.
आँखें खुली तो जाग उठी हसरतें फराज़,
उसको भी खो दिया जिसे पाया था ख्वाब में।

[ Read More Shayaris ]

Advertisement

Dard Shayari, Dard Bhari Raton Ka

Nice Hindi Poetry about Pain on Love

Saza Kaisi Mili Humko Tujhse Dil Lagane Ki,
Rona Hi Pada Jab Koshish Ki Muskurane Ki,
Kaun Banega Yaha Meri Dard Bhari Raton Ka Humraz,
Dard Hi Mila Hai Jo Tune Koshish Ki Aajmane Ki.
सजा कैसी मिली हमको तुझसे दिल लगाने की,
रोना ही पड़ा जब कोशिश की मुस्कुराने की,
कौन बनेगा यहाँ मेरी दर्द भरी रातों का हमराज,
दर्द ही मिला है जो तूने कोशिश की आजमाने की।

[ Read More Shayaris ]

Advertisement

Dard Shayari, Dava Mere Dard Ki

दवा और दर्द पर शायरी

Dard Shayari, Dava Mere Dard Ki

Na Kar Tu Itni Koshishein,
Mere Dard Ko Samajhane Ki,
Pehle Ishq Kar,
Phir Zakhm Kha,
Fir Likh Dava Mere Dard Ki.
ना कर तू इतनी कोशिशे,
मेरे दर्द को समझने की,
पहले इश्क़ कर,
फिर ज़ख्म खा,
फिर लिख दवा मेरे दर्द की।

[ Read More Shayaris ]

Advertisement

Dard Shayari, Tadapta Hoon Main

Very Sad Painful Shayari in Hindi

Dard Shayari, Tadapta Hoon Main

Bichad Ke Tum Se Zindagi Saza Lagti Hai,
Yeh Saans Bhi Jaise Mujh Se Khafa Lagti Hai,
Tadap Uthta Hun Main Dard Ke Maare,
Zakhmon Ko Jab Tere Shahar Ki Hawa Lagti Hai,
Agar Ummeed-e-Wafa Karun To Kis Se Karun,
Mujh Ko Toh Meri Zindagi Bhi Bewafa Lagti Hai.

बिछड़ के तुम से ज़िंदगी सज़ा लगती है,
यह साँस भी जैसे मुझ से ख़फ़ा लगती है,
तड़प उठता हूँ मैं दर्द के मारे,
ज़ख्मों को जब तेरे शहर की हवा लगती है,
अगर उम्मीद-ए-वफ़ा करूँ तो किस से करूँ,
मुझ को तो मेरी ज़िंदगी भी बेवफ़ा लगती है।