Sharab Shayari, Peene Se Kar Chuka Tauba

Best Shayari on Nashaa and Sharaab

Advertisement

Peene Se Kar Chuka Tha Main Tauba Dosto,
Baadalo Ka Rang Dekh Niyat Badal Gayi.
पीने से कर चुका था मैं तौबा दोस्तों,
बादलो का रंग देख नीयत बदल गई।

Maykhane Ki Izzat Ka Sawal Tha Huzoor,
Samne Se Gujre Toh Thoda Sa Muskura Diye.
मयखाने की इज्ज़त का सवाल था हुज़ूर,
सामने से गुजरे तो, थोड़ा सा लड़खड़ा दिए।

Tanhayion Ke Aalam Ki Na Baat Karo Karo Dost,
Varna Ban Uthhega Jaam Aur BadNaam Sharab Hogi.
तन्हाइओं के आलम की ना बात करो दोस्त,
वर्ना बन उठेगा जाम और बदनाम शराब होगी।

Advertisement

Qibla-o-Kaba Ye Toh Peene-Pilane Ke Hain Din,
Aap Kya Halk Ke Darbaan Bane Baithhe Hain.
क़िबला-ओ-काबा ये तो पीने पिलाने के हैं दिन,
आप क्या हल्क़ के दरबान बने बैठे हैं।

Tere Rutbe Mein Shamil Nahi Saqi Ki Khushamad,
Maikhana Khicha Aayega Kismat Mein Agar Hai.
तेरे रुतबे में शामिल नहीं साक़ी की ख़ुशामद,
मैखाना खिंचा आयेगा, किस्मत में अगर है।

Pee Liya Karte Hain Jeene Ki Tamanna Mein Kabhi,
DagMagana Bhi Jaroori Hai Sambhalne Ke Liye.
पी लिया करते हैं जीने की तमन्ना में कभी,
डगमगाना भी जरूरी है संभलने के लिए।

Advertisement

Sharab Shayari, Girton Ko Thaam Le Saqi

Comments