Gham Shayari, Tere Gham Ko Zamane Se

Nice Gham Shayari from the Heart of an Inconsolable Lover

Advertisement

Khushk Aankhon Se Bhi Ashqon Ki Mahek Aati Hai,
Main Tere Gham Ko Zamane Se Chhupaaun Kaise.
खुश्क आँखों से भी अश्कों की महक आती है,
मैं तेरे गम को ज़माने से छुपाऊं कैसे।

Woh Nahi Toh Maut Sahi Maut Nahi Toh Neend Sahi,
Koi Toh Aaye Shab-e-Gham Ka Muqaddar Ban Kar.
वो नहीं तो मौत सही, मौत नहीं तो नींद सही,
कोई तो आए शब-ए-ग़म का मुकद्दर बन कर।

Ilaahi Unke Hisse Ka Gham Bhi Mujhko Ataa Kar De,
Ke Unki Masoom Aankhon Mein Nami Dekhi Nahi Jati.
इलाही उनके हिस्से का भी गम मुझको अता कर दे,
कि उन मासूम आँखों में नमी देखी नहीं जाती।

Advertisement

Kuchh Ghamon Ka Hona Bhi Jaoori Hai Zindagi Mein,
Zinda Hone Ka Ehsaas Bana Rahta Hai.
कुछ ग़मों का होना भी जरूरी है ज़िंदगी में,
ज़िंदा होने का अहसास बना रहता है।

Kya Jane Kisko Kis Se Hai Ab Daad Ki Talab,
Wah Gham Jo Mere Dil Mein Hai Teri Najar Mein Hai.
क्या जाने किसको किससे है अब दाद की तलब,
वह ग़म जो मेरे दिल में है तेरी नज़र में है।

Aaya Tha Ek Shakhs Mera Dard Baantne,
Rukhsat Hua Toh Apna Bhi Gham De Gaya Mujhe.
आया था एक शख्स मेरा दर्द बाँटने,
रुखसत हुआ तो अपना भी गम दे गया मुझे।

Gam Shayari, Yeh Gam Ke Din

Gham Shayari, Meri Daastan-e-Gham

Comments