Hindi Gham Shayari

Advertisement

Gham Shayari, Tera Gham Salamat

Gham Shayari Hindi SMS about Love

Na Haara Hai Ishq Na Duniya Thaki Hai,
Diya Jal Raha Hai Hawa Chal Rahi Hai,
Sukoon Hi Sukoon Hai Khushi Hi Khushi Hai,
Tera Gham Salamat Mujhe Kya Kami Hai.
न हारा है इश्क न दुनिया थकी है,
दिया जल रहा है हवा चल रही है,
सुकून ही सुकून है खुशी ही खुशी है,
तेरा ग़म सलामत मुझे क्या कमी है।

[ Read More Shayaris ]

Advertisement

Gham Shayari, Gham Se Umr Bhar Ka Rishta

Hindi Gham Ki Shayari Two Lines

Gham Shayari, Gham Se Umr Bhar Ka Rishta

Humne Socha Ke Do Char Din Ki Baat Hogi Lekin,
Tere Gham Se Toh Umr Bhar Ka Rishta Nikal Aaya.
हमने सोचा कि दो चार दिन की बात होगी लेकिन,
तेरे ग़म से तो उम्र भर का रिश्ता निकल आया।

Khusiyon Ki Chaah Thi Wahan Be-Hisaab Gham Nikle,
Bewafa Tu Nahi Sanam Bad-Naseeb Toh Hum Nikle.
खुशियों की चाह थी वहां बे-हिसाब ग़म निकले,
बेवफा तू नहीं सनम बद-नसीब तो हम निकले।

[ Read More Shayaris ]

Advertisement

Gham Shayari, Tere Gham Ki Chhanv

Gham Shayari in Hindi for Girlfriend or Boyfriend

Sukoon Na De Sakin Rahatein Zamane Bhar Ki,
Jo Neend Aayi Tere Gham Ki Chhaon Mein Aayi.
सुकून न दे सकीं राहतें ज़माने भर की,
जो नींद आई तेरे ग़म की छाँव में आई।

Ab Toh Meri Aankh Mein Ek Ashq Bhi Nahi,
Pahle Ki Baat Aur Thi Gham Tha Naya Naya.
अब तो मेरी आँख में एक अश्क भी नहीं,
पहले की बात और थी ग़म था नया नया।

[ Read More Shayaris ]

Advertisement

Gham Shayari, Mere Gham Ka ilaaj

Read Best Hindi Gham Shayari in 2 Lines

Gham Shayari, Mere Gham Ka ilaaj

Ab Tu Hi Koi Mere Gham Ka ilaaj Kar De,
Tera Gham Hai Tere Kehne Se Chala Jayega.
अब तू ही कोई मेरे ग़म का इलाज कर दे,
तेरा ग़म है तेरे कहने से चला जायेगा।

Gham-e-Ishq Ka Maara Hun Mujhe Na Chhedo,
Zubaan Khulegi Toh Lafzon Se Lahoo Tapkega.
ग़म-ए-इश्क का मारा हूँ मुझे न छेड़ो,
जुबां खुलेगी तो लफ़्ज़ों से लहू टपकेगा।

[ Read More Shayaris ]

Advertisement

Hindi Gham Shayari, Gham Ki Zulmat

Shayari about Sorrow of Dark Painful Nights

Teri Zulfon Ki Syaahi Se Na Jaane Kaise,
Gham Ki Zulmat Meri Raaton Mein Chali Aayi Hai.
तेरी ज़ुल्फों की स्याही से न जाने कैसे,
ग़म की ज़ुल्मत मेरी रातों में चली आई है।

Itna Bhi Karam Unka Koi Kam Toh Nahi Hai,
Gham De Ke Puchhte Hain Koi Gham Toh Nahi Hai.
इतना भी करम उनका कोई कम तो नहीं है,
ग़म दे के वो पूछते हैं कोई ग़म तो नहीं है?

[ Read More Shayaris ]