Hindi Shayari

Advertisement

Dushmani Shayari Collection

Awesome Hindi Shayaris about Dushmani.

Dushmani Shayari Collection

Karein Hum Dushmani Kis Se, Koyi Dushman Nahi Apna,
Mohabbat Ne Nahi Chhodi, Jagah Dil Mein Adaawat Ki.
करें हम दुश्मनी किससे, कोई दुश्मन नहीं अपना,
मोहब्बत ने नहीं छोड़ी, जगह दिल में अदावत की।

Dushmani Ka Safar Ek Kadam Do Kadam,
Tum Bhi Thak Jaoge, Hum Bhi Thak Jayenge.
दुश्मनी का सफ़र एक कदम दो कदम,
तुम भी थक जाओगे, हम भी थक जाएंगे।

[ Read More Shayaris ]

Advertisement

Takdeer Shayari Collection

Best Hindi Shayaris on Takdeer

Takdeer Shayari Collection

Chubhta To Bahut Kuchh Hai Mujhe Teer Ki Tarah,
Magar Khamosh Rehta Hoon Apni Takdeer Ki Tarah.
चुभता तो बहुत कुछ मुझको भी है तीर की तरह,
मगर ख़ामोश रहता हूँ, अपनी तक़दीर की तरह।

Upar Wale Ne Kitne Logo Ki Takdeer Sanwari Hai,
Kash Woh Ek Bar Mujhe Bhi Kah De Ke Aaj Teri Bari Hai.
ऊपर वाले ने कितने लोगो की तक़दीर सवारी है,
काश वो एक बार मुझे भी कह दे कि आज तेरी बारी है।

[ Read More Shayaris ]

Advertisement

Takdeer Shayari, Meri Taqdeer Rone Lagi

Heart Touching Takdeer Shayari in Hindi

Dekh Mera Naseeb Meri Taqdeer Rone Lagi,
Lahu Ke Alfaaz Dekh Tehreer Rone Lagi,
Tere Hijar Me Diwane Ki Haalat Aisi Huyi,
Surat Dekh Kar Khud Tasveer Rone Lagi.
देख कर मेरा नसीब मेरी तक़दीर रोने लगी,
लहू के अल्फाज़ देख कर तहरीर रोने लगी,
हिज्र में दीवाने की हालत कुछ ऐसी हुई,
सूरत को देख कर खुद तस्वीर रोने लगी।

[ Read More Shayaris ]

Advertisement

Hindi Shayari, Haq Takdeer Likhne Ka

Best Hindi Shayari on Destiny

Tamannao Ki Mehfil To Har Koyi Sajata Hai,
Puri Uski Hoti Hai Jo Takdeer Lekar Aata Hai.
तमन्नाओ की महफ़िल तो हर कोई सजाता है,
पूरी उसकी होती है जो तकदीर लेकर आता है।

Kabhi Jo Mujhe Haq Mila Apni Takdeer Likhne Ka,
Kasam Khuda Ki Tera Naam Likh Kar Kalam Tor Dunga.
कभी जो मुझे हक मिला अपनी तकदीर लिखने का
कसम खुदा की तेरा नाम लिख कर कलम तोड दूंगा।

[ Read More Shayaris ]

Advertisement

Hindi Afsos Shayari, Afsos Badal Jane Ka

Latest Hindi Shayari on Afsos

Hindi Afsos Shayari, Afsos Badal Jane Ka

Afsos To Hai Tumhare Badal Jane Ka Magar,
Tumhari Kuchh Baton Ne Mujhe Jeena Sikha Diya!
अफ़सोस तो है तुम्हारे बदल जाने का मगर,
तुम्हारी कुछ बातों ने मुझे जीना सिखा दिया।

Rakhte The Hontho Pe Ungliya Jo Marne Ke Naam Se,
Afsos Wahi Log Mere Dil Ke Qatil Nikle.
रखते थे होठों पे उंगलियां जो मरने के नाम से,
अफसोस वही लोग मेरे दिल के कातिल निकले।

[ Read More Shayaris ]