Hindi Shayari

Advertisement

Hindi Shayari, Dil Ki Dahleej

Dilkash Hindi Shayari

Dil Ki Dahleej Par Yaadon Ke Deeye Rakhe Hain,
Aaj Tak Hum Ne Yeh Darwaaje Khule Rakhe Hain,
दिल की दहलीज पर यादों के दिए रखें हैं,
आज तक हम ने ये दरवाजे खुले रखे हैं।

Iss Kahani Ke Woh Kirdar Kahan Se Laaun,
Wohi Dariya Hai Wohi Kachche Ghade Rakhe Hain,
इस कहानी के वो किरदार कहाँ से लाऊं,
वो ही दरिया है वो ही कच्चे घड़े रखे हैं।

[ Read More Shayaris ]

Advertisement

Hindi Shayari, Din Khwab Banane Mein

Heart Touching Shayari in Hindi

Din Khwab Banane Mein Hindi Shayari

Din Ki Roshni Khwab Banane Mein Gujar Gayi,
Raat Ki Neend Bachche Ko Sulaane Mein Gujar Gayi,
Jis Ghar Mein Mere Naam Ki Takhti Bhi Nahi Hai,
Saari Umar Uss Ghar Ko Banaane Mein Gujar Gayi.

दिन की रोशनी ख्वाबों को सजाने में गुजर गई,
रात की नींद बच्चे को सुलाने मे गुजर गई,
जिस घर मे मेरे नाम की तख्ती भी नहीं,
सारी उमर उस घर को बनाने में गुजर गई।

Advertisement

Hindi Shayari, Phool Isliye Achchhe Hain

फूल, कांटे, दोस्त, दुश्मन सब अच्छे है

Phool Isliye Achhe Hain Ki Khushbu Ka Paigam Dete Hain,
Kaante Islite Achhe Hai Ki Daaman Thaam Lete Hain,
Dost Isliye Achhe Hain Ki Woh Mujh Par Jaan Dete Hain,
Aur Dushmano Ko Main Kaise Kharab Keh Doon...
Woh Hi Toh Hain Ho Mehfil Mein Mera Naam Lete Hain.
फूल इसलिये अच्छे कि खुश्बू का पैगाम देते हैं,
कांटे इसलिये अच्छे कि दामन थाम लेते हैं,
दोस्त इसलिये अच्छे कि वो मुझ पर जान देते हैं,
और दुश्मनों को मैं कैसे खराब कह दूं...
वो ही तो हैं जो महफिल में मेरा नाम लेते हैं।

[ Read More Shayaris ]

Advertisement

Aawaargi Shayari Collection

Best Hindi Shayari about Vagrancy (Aawargi)

Aawaargi Shayari Collection

Sare Bajaar Niklun Toh Aawargi Ki Tohmat,
Tanhaayi Mein Baithhu Toh Ilzam-E-Mohabbat.
सरे बाज़ार निकलूं तो आवारगी की तोहमत,
तन्हाई में बैठूं तो इल्जाम-ए-मोहब्बत।

Na Shakhon Ne Di Panah, Na Hawaon Ne Bakhsha,
Woh Patta Aawara Na Banta Toh Aur Kya Karta.
ना शाखों ने पनाह दी,ना हवाओ ने बक्शा,
वो पत्ता आवारा ना बनता तो क्या करता।

[ Read More Shayaris ]

Advertisement

Gareebi Par Hindi Shayari

गरीबी पर बेहतरीन हिंदी शायरी

Apne Mehmaan Ko Palkon Pe Bithha Leti Hai,
Gareebi Jaanti Hai Ghar Mein Bichaune Kam Hain.
अपने मेहमान को पलकों पे बिठा लेती है,
गरीबी जानती है घर में बिछौने कम हैं।

Poorness Garibi Shayari in Hindi

Chehra Bata Raha Tha Ki Maara Hai Bhookh Ne,
Sab Log Kah Rahe The Ke Kuchh Kha Ke Mar Gaya.
चेहरा बता रहा था कि मारा है भूख ने,
सब लोग कह रहे थे कि कुछ खा के मर गया।

Sula Diya Maa Ne Bhukhe Bachche Ko Ye Keh Kar,
Pariyan Aayengi Sapno Mein Rotiyan Lekar.
सुला दिया माँ ने भूखे बच्चे को ये कहकर,
परियां आएंगी सपनों में रोटियां लेकर।

[ Read More Shayaris ]