Maut Shayari, Marne Ka Shauk

Beautiful 2 Line Poetry on Someones Death

Advertisement

Ab To Ghabra Ke Ye Kahte Hai Ke Mar Jaayenge,
Mar Ke Bhi Chain Na Paaya To Kidhar Jaayenge.
अब तो घबरा के ये कहते हैं कि मर जायेंगे,
मर के भी चैन न पाया तो किधर जायेंगे।

Vaada Karke Aur Bhi Mushkil Mein Dala Aapne,
Zindgi Mushkil Thi Ab Marna Bhi Mushkil Ho Gaya.
वादा करके और भी आफ़त में डाला आपने,
ज़िन्दगी मुश्किल थी अब मरना भी मुश्किल हो गया।

Unke Saath Jeene Ka Ek Mauka De De Aye Khuda,
Tere Saath Toh Hum Marne Ke Baad Bhi Rah Lenge.
उनके साथ जीने का एक मौका दे दे ऐ खुदा,
तेरे साथ तो हम मरने के बाद भी रह लेंगे।

Advertisement

Jab Jaan Pyaari Thi Tab Dushman Hazaar The,
Ab Marne Ka Shauk Hai Toh Qatil Nahi Milte.
जब जान प्यारी थी तब दुश्मन हजार थे,
अब मरने का शौक है तो कातिल नहीं मिलते।

Main Jo Chahun Toh Abhi Tod Lun Naata Tum Se,
Par BujDil Hun Mujhe Maut Se Darr Lagta Hai.
मैं जो चाहूँ तो अभी तोड़ लूँ नाता तुम से,
पर मैं बुजदिल हूँ मुझे मौत से डर लगता है।

Dhoodhoge Kahan MujhKo Mera Pata Lete Jaao,
Ek Kabr Nayi Hogi Ek Jalta Diya Hoga.
ढूढ़ोगे कहाँ मुझको मेरा पता लेते जाओ,
एक कब्र नयी होगी एक जलता दिया होगा।

Maut Shayari, Aaye Ho Meri Mayyat Par

Maut Shayari, Khuda Meri Hasti Mita De

Comments