Maut Shayari, Maut-o-Hasti Ki KashmKash

Touching Shayari about Death

Advertisement

Maut Shayari, Maut-o-Hasti Ki KashmKash

Maut-o-Hasti Ki KashmKash Mein Kati Tamaam Umr,
Gam Ne Jeene Na Diya Shauq Ne Marne Na Diya.
मौत-ओ-हस्ती की कशमकश में कटी उम्र तमाम,
गम ने जीने न दिया शौक ने मरने न दिया।

Khabar SunKar Marne Ki Wo Bole Raqeebo Se,
Khuda Bakhse Bahut Si Khoobiyan Thi Marne Wale Mein.
खबर सुनकर मरने की वो बोले रक़ीबों से,
खुदा बख्शे बहुत-सी खूबियां थीं मरने वाले में।

Advertisement

Kis Se Mahroom-e-Kismat Ki Shikayat Keeje,
Humne Chaha Tha Ke Mar Jaayein So Woh Bhi Nahi Hua.
किससे महरूम-ए-किस्मत की शिकायत कीजे,
हमने चाहा था कि मर जायें सो वो भी नहीं हुआ।

Mujhe Rulakar Sona Toh Tumhari Aadat Ban Gayi Hai,
Gar Meri Aankh Na Khuli Toh Tum Tadapoge Bahut.
मुझे रुला कर सोना तो तुम्हारी आदत बन गई है,
गर मेरी आँख न खुली तो तुम तडपोगे बहुत।

Janaza Rok Kar Mera Woh Iss Andaaj Se Bole,
Gali Humne Kahi Thi Tum Toh Duniya Chhode Jate Ho.
जनाजा रोक कर मेरा वह इस अंदाज से बोले,
गली हमने कही थी तुम तो दुनिया छोड़े जाते हो।

Advertisement

Maut Shayari, Qabr Pe Aana Chhod De

Maut Shayari, Maut Se Keh Do

Comments