Read Shayari in Hindi

Advertisement
Two Line Shayari

Two Line Deedar Shayari Collection

Deedar Ki Talab Hai Toh Nazrein Jamaaye Rakh,
Kyuki Naqaab Ho Ya Naseeb Sarakta Jaroor Hai.
दीदार की तलब हो तो नज़रे जमाये रख,
क्यूँकि नक़ाब हो या नसीब सरकता जरुर है।

Aaj Dil Ne Tere Deedar Ki Khwahish Rakhi Hai,
Mile Agar Fursat Toh Khwabon Mein Aa Jana.
आज दिल ने तेरे दीदार की ख्वाहिश रखी है,
मिले अगर फुरसत तो ख्वाबों मे आ जाना।

[ Read More Shayaris ]

Advertisement
Maut Shayari

Sad Maut Shayari, Maut Ka Malaal

Sad Maut Shayari, Maut Ka Malaal

Ab Talak Hum Muntzir Hain Jinke,
Unko Hamara Khayal Tak Na Aaya,
Unke Pyaar Mein Hamari Jaan Tak Chali Gayi,
Aur Unko Hamari Maut Ka Malaal Tak Na Aaya.

अब तलक हम मुन्तजिर हैं जिनके,
उनको हमारा ख्याल तक न आया,
उनके प्यार में हमारी जान तक चली गयी,
और उनको हमारी मौत का मलाल तक न आया।

Advertisement
Maut Shayari

Maut Shayari, Zindgi Maut Ke Pehlu Mein

Maut Shayari, Zindgi Maut Ke Pehlu Mein

Lamha Lamha Saanse Khatam Ho Rahi Hain,
Zindgi Maut Ke Pehlu Mein So Rahi Hai,
Uss Bewafa Se Na Poocho Meri Maut Ki Wajah,
Wohi Toh Qatil Hai Dikhaane Ko Rahi Hai.

लम्हा लम्हा सांसें ख़त्म हो रही हैं,
जिंदगी मौत के आगोश में सो रही है,
उस बेवफा से न पूछो मेरी मौत के वजह,
वही तो कातिल है दिखाने को रो रही है।

Advertisement
Funny Shayari

Very Funny Shayari about Love

Jawani Ke Din Chamkile Ho Gaye,
Husn Ke Tevar Nukile Ho Gaye,
Hum Izhar Karne Mein Reh Gaye,
Aur Udhar Unke Haath Peele Ho Gaye.
जवानी के दिन चमकीले हो गए,
हुस्न के तेवर नुकीले हो गए,
हम इज़हार करने में रह गए,
उधर उनके हाथ पीले हो गए।

[ Read More Shayaris ]

Advertisement
Desh Bhakti Shayari

Bhai Chaara Shayari, Desh Bhakti Shayari

मोहब्बत को मेरी पहचान कर दे,
मेरे मौला मुझे इंसान कर दे,
मोहब्बत, प्यार, रिश्तें, भाईचारा,
हमारे दिल को हिन्दुस्तान कर दे।
Mohabbat Ko Meri Pehchaan Kar De,
mere Maula Mujhe Insaan Kar De,
Mohabbat, Pyar, Rishtey, Bhai-Chara,
Humaare Dil Ko Hindustan Kar De.

आज मुझे फिर इस बात का गुमान हो,
मस्जिद में भजन मंदिरों में अज़ान हो,
खून का रंग फिर एक जैसा हो,
तुम मनाओ दिवाली मेरे घर रमजान हो।
Aaj Fir Mujhe Iss Baat Ka Gumaan Ho,
Masjid Me Bhajan Mandir Me Azaan Ho,
Khoon Ka Rang Phir Ek Jaisa Ho,
Tum Manaao Diwali Mere Ghar Ramzan Ho.

[ Read More Shayaris ]

178910Next ›