Read Shayari in Hindi

Advertisement
Hindi Shayari

Hindi Shayari, Din Khwab Banane Mein

Din Khwab Banane Mein Hindi Shayari

Din Ki Roshni Khwab Banane Mein Gujar Gayi,
Raat Ki Neend Bachche Ko Sulaane Mein Gujar Gayi,
Jis Ghar Mein Mere Naam Ki Takhti Bhi Nahi Hai,
Saari Umar Uss Ghar Ko Banaane Mein Gujar Gayi.

दिन की रोशनी ख्वाबों को सजाने में गुजर गई,
रात की नींद बच्चे को सुलाने मे गुजर गई,
जिस घर मे मेरे नाम की तख्ती भी नहीं,
सारी उमर उस घर को बनाने में गुजर गई।

Advertisement
Sad Shayari

Sad Shayari, Jab Bhi Unki Gali Se

Sad Shayari, Jab Bhi Unki Gali Se

Jab Bhi Unki Gali Se Gujarte Hain,
Meri Ankhein Ek Dastak De Deti Hain,
Dukh Yeh Nahi Woh Darwaja Band Kar Dete Hain,
Khushi Yeh Hai Woh Mujhe Pehchan Lete Hain.
जब भी उनकी गली से गुज़रते हैं,
मेरी आँखें एक दस्तक दे देती हैं,
दुःख ये नहीं वो दरवाजा बंद कर देते हैं,
ख़ुशी ये है कि वो मुझे पहचान लेते हैं।

[ Read More Shayaris ]

Advertisement
Yaad Shayari

Yaad Shayari, Yaadon Ne Kiya Madhosh

Raat Gumsum Hai Aur Chand Khamosh Hai,
Teri Yaadon Ne Kar Diya Mujhe Madhosh Hai,
Kaise Keh Doon Aaj Main Hosh Mein Hoon,
Jab Haath Mein Jaam Hain Aur Peene Hosh Nahi.

रात गुमसुम हैं और चाँद खामोश है,
तेरी यादों ने कर दिया मुझे मदहोश है,
कैसे कह दूँ आज मैं होश में हूँ...
जब हाथ में जाम है और पीने का होश नहीं।

Advertisement
Barish Shayari

Bas Barish Ka Mausam Hai

Best Barish Shayari Collection

Dil Ki Baatein Kaun Jaane,
Mere Halaat Ko Kaun Jaane,
Bas Barish Ka Mausam Hai,
Par Dil Ki Khwahish Ko Kaun Jaane,
Meri Pyaas Ka Ehsaas Kaun Jaane?
दिल की बातें कौन जाने,
मेरे हालात को कौन जाने,
बस बारिश का मौसम है,
पर दिल की ख्वाहिश कौन जाने,
मेरी प्यास का एहसास कौन जाने?

[ Read More Shayaris ]

Advertisement
Sharab Shayari

Sharab Shayari, Aankhein Sharab Jaisi

Sharab Shayari, Aankhein Sharab Jaisi

Dekha Kiye Woh Mast Nigahon Se Baar Baar,
Jab Tak Sharab Aayi Kayi Daur Chal Gaye.
देखा किये वह मस्त निगाहों से बार-बार,
जब तक शराब आई कई दौर चल गये।

Tumhari Berukhi Ne Laaj Rakhli BadaKhane Ki,
Tum Aankho Se Pila Dete To Paimane Kahan Jate.
तुम्हारी बेरूखी ने लाज रख ली बादाखाने की,
तुम आंखों से पिला देते तो पैमाने कहाँ जाते।

[ Read More Shayaris ]

178910Next ›