Read Shayari in Hindi

Advertisement
Sharab Shayari

Saqi Shayari Collection

Dikha Ke Madbhari Aakhien Kaha Ye Saqi Ne,
Haraam Kehte Hain Jisko Yeh Woh Sharab Nahi.
दिखा के मदभरी आंखें कहा ये साकी ने,
हराम कहते हैं जिसको यह वो शराब नहीं।

Mukhatib Hain Saqi Ki Mkhmoor Najrein,
Mere Jurf Ka Imtihaan Ho Raha Hai.
मुखातिब हैं साकी की मख्मूर नजरें,
मेरे जर्फ का इम्तिहाँ हो रहा है।

[ Read More Shayaris ]

Advertisement
Dard Bhari Shayari

Dard Shayari, To Aur Kya Karte

Dard Shayari, To Aur Kya Karte

Dard Se Haath Na Milate Toh Aur Kya Karte,
Gham Mein Aansu Na Bahate Toh Aur Kya Karte,
Usne Mangi Thi Humse Roshni Ki Duaa,
Hum Apna Dil Na Jalate To Aur Kya Karte.
दर्द से हाथ न मिलाते तो और क्या करते,
गम में आँसू न बहते तो और क्या करते,
उसने मांगी थी हमसे रौशनी की दुआ,
हम अपना दिल न जलाते तो और क्या करते।

[ Read More Shayaris ]

Advertisement
Love Shayari

Love Shayari, Ishq Ki Raah Mein

Love Shayari, Ishq Ki Raah Mein

Khuda Ki Rehmat Mein Arziyan Nahi Chalti,
Dilon Ke Khel Mein Khud-Garziyan Nahi Chalti,
Chal Hi Pade Hain To Yeh Jaan Lijiye Huzoor,
Ishq Ki Raah Mein Man-Marjiyan Nahi Chalti.
खुदा की रहमत में अर्जियाँ नहीं चलतीं,
दिलों के खेल में खुद-गर्जियाँ नहीं चलतीं।
चल ही पड़े हैं तो ये जान लीजिए हुजुर,
इश्क़ की राह में मन-मर्जियाँ नहीं चलतीं।

[ Read More Shayaris ]

Advertisement
Sad Shayari

Waqt Shayari Collection

Na To Tum Bure Sanam Na Hi Hum Bure Hain,
Kuchh Kismat Buri Hai Kuchh Waqt Bura Hai.
ना तो तुम बुरे सनम, ना ही हम बुरे हैं,
कुछ किस्मत बुरी है और कुछ वक्त बुरा है।

Log Kehte Hain Ki Waqt Kisi Ka Gulam Nahi Hota,
Fir Kyun Tham Sa Jata Hai Gamo Ke Daur Mein.
लोग कहते हैं वक्त किसी का गुलाम नही होता,
फिर क्यूँ थम सा जाता है ग़मों के दौर में?

[ Read More Shayaris ]

Advertisement
Hindi Shayari

Aawaargi Shayari Collection

Aawaargi Shayari Collection

Sare Bajaar Niklun Toh Aawargi Ki Tohmat,
Tanhaayi Mein Baithhu Toh Ilzam-E-Mohabbat.
सरे बाज़ार निकलूं तो आवारगी की तोहमत,
तन्हाई में बैठूं तो इल्जाम-ए-मोहब्बत।

Na Shakhon Ne Di Panah, Na Hawaon Ne Bakhsha,
Woh Patta Aawara Na Banta Toh Aur Kya Karta.
ना शाखों ने पनाह दी,ना हवाओ ने बक्शा,
वो पत्ता आवारा ना बनता तो क्या करता।

[ Read More Shayaris ]

178910Next ›