Iqbal Sad Shayari Collection

अल्लामा इकबाल की दर्द भरी शायरी

Advertisement

Allama Iqbal Sad Shayari Collection

दुनिया की महफ़िलों से उकता गया हूँ या रब,
क्या लुत्फ़ अंजुमन का जब दिल ही बुझ गया हो।
Duniya Ki Mehfil Se Ukta Gaya Hun Ya Rab,
Kya Lutf Anjuman Ka Jab Dil Hi Bujh Gaya Ho.

क़ैद ए मौसम से तबीयत रही आज़ाद उसकी,
काश गुलशन में समझता कोई फ़रियाद उसकी।
Qaid-e-Mausam Se Tabiyat Rahi Aazad Uski,
Kaash Gulshan Mein Samjhta Koi Faritaad Uski.

Advertisement

माना कि तेरी दीद के क़ाबिल नहीं हूँ मैं,
तू मेरा शौक़ देख मिरा इंतिज़ार देख।
Mana Ke Teri Deed Ke Qabil Nahi Hun Main,
Tu Mera Shauk Dekh Mera Intezaar Dekh.

इस दौर की ज़ुल्मत में हर कल्बे परेशाँ को,
वो दाग-ए-मोहब्बत दे जो चाँद को शरमा दे।
Iss Daur Ki Zulmat Mein Har Qalbe Preshan Ko,
Woh Daag-e-Mohabbat De Jo Chaand Ko Sharma De.

मैं रो रो के कहने लगा दर्द-ए-दिल,
वो मुंह फेर कर मुस्कुराने लगे।
Main Ro Ro Jo Kahne Laga Dard-e-Dil,
Woh Muh Pher Kar Muskurane Lage.

Sad Shayari, Dilbar Badal-Badal Kar

Sad Shayari, Tabahiyon Ka Gam Nahi

Comments