Shayari on Beauty

Advertisement

Shayari on Beauty, Qayamat Hi Na Aa Jaye

Very Cute Shayari on Beauty

Ilaahi Khair Ho Uljhan Pe Uljhan Barhti Jati Hai,
Na Mera Dam Na Unke Gesuon Ka Kham Niklta Hai,
Qayamat Hi Na Aa Jaye Jo Parde Se Nikal Aao,
Tumhare Munh Chhupane Mein To Yeh Aalam Gujrta Hai.
इलाही खैर हो उलझन पे उलझन बढ़ती जाती है,
न मेरा दम न उनके गेसुओं का खम निकलता है।
कयामत ही न हो जाये जो पर्दे से निकल आओ,
तुम्हारे मुँह छुपाने में तो ये आलम गुजरता है।

[ Read More Shayaris ]

Advertisement

Shayari on Beauty, Tum Khuda Se Khoobsurat

Hindi Praise Shayari on Beauty of Lover

Tum Hakiqat Nahi Ho Hasrat Ho,
Jo Mile Khwaab Mein Wahi Daulat Ho,
Kis Liye Dekhti Ho Ayina,
Tum Toh Khuda Se Bhi Jyada Khoobsurat Ho.
तुम हक़ीकत नहीं हो हसरत हो,
जो मिले ख़्वाब में वही दौलत हो,
किस लिए देखती हो आईना,
तुम तो खुदा से भी ज्यादा खूबसूरत हो।

[ Read More Shayaris ]

Advertisement

Shayari on Beauty, Haseeno Ki Jawani

Best Shayaris about Macthless Beauty of Girlfriend of Wife

Shayari on Beauty, Haseeno Ki Jawani

Balaa Hai Qahar Hau Aafat Hai Fitna Qayamat Hai,
Haseeno Ki Jawani Ko Jawani Kaun Kehta Hai.
बला है क़हर है आफ़त है फ़ित्ना है क़यामत है
हसीनों की जवानी को जवानी कौन कहता है।

Angdaai Leke Apna Mujh Par Jo Khumaar Dala,
Kafir Ki Iss Adaa Ne Bas Mujhko Maar Dala.
अंगड़ाई लेके अपना मुझ पर जो खुमार डाला,
काफ़िर की इस अदा ने बस मुझको मार डाला।

[ Read More Shayaris ]

Advertisement

Gesu Shayari Collection

Best Shayaris about Gesu in Hindi

Gesu Shayari Collection

Yeh Gesuon Ki Ghatayein Yeh Labon Ke Maikhane,
Nigaah-e-Shauq Khudaya Kahan Kahan Thhehre.
यह गेसुओं की घटाएं यह लबों के मैखाने,
निगाहे-शौक खुदाया कहाँ कहाँ ठहरे।

Idhar Gesu Udhar Ru-e-Munawwar Hai Tasawar Mein,
Kahan Yeh Shaam Aayegi Kahan Aisi Sahar Hogi.
इधर गेसू उधर रू-ए-मुनव्वर है तसव्वर में,
कहाँ ये शाम आयेगी कहाँ ऐसी सहर होगी।

[ Read More Shayaris ]

Advertisement

Zulf Shayari Collection

Best Zulf Shayari Collection in Hindi

Zulf Shayari Collection in Hindi

Bijliyon Ne Seekh Li Unke Tabassum Ki Adaa,
Rang Zulfon Ki Chura Layi Ghataa Barsat Ki.
बिजलियों ने सीख ली उनके तबस्सुम की अदा,
रंग ज़ुल्फ़ों की चुरा लाई घटा बरसात की।

Puchha Jo Unse Chaand Nikalta Hai Kis Tarah,
Zunfon Ko Rukh Pe Daal Ke Jhatka Diya Ke Yun.
पूछा जो उनसे चाँद निकलता है किस तरह,
ज़ुल्फ़ों को रूख पे डाल के झटका दिया कि यूँ।

[ Read More Shayaris ]