Alone Shayari, Tanhayion Ka Shahar

Deep Sentiments about Loneliness Expressed in Shayari

Advertisement

Alone Shayari, Tanhayion Ka Shahar

Uske Dil Me Thodi Si Jagah Maagi Thi
Musafiron Ki Tarah,
Usne Tanhayion Ka Ek Shahar
Mere Naam Kar Diya.
उसके दिल में थोड़ी सी जगह माँगी थी
मुसाफिरों की तरह,
उसने तन्हाईयों का एक शहर
मेरे नाम कर दिया।

Advertisement

Kaanto Si Chubhti Hai Tanhai,
Angaron Si Sulagti Hai Tanhai,
Koi Aakar Humein Hansaa De Jara,
Main Rota Hun Toh Rone Lagti Hai Tanhai.
कांटो सी चुभती है तन्हाई,
अंगारों सी सुलगती है तन्हाई,
कोई आ कर हमें ज़रा हँसा दे,
मैं रोता हूँ तो रोने लगती है तन्हाई।

Beete Huye Kuchh Din Aise Hain,
Tanhai Jinhein Dohrati Hai,
Ro-Ro Ke Gujarti Hain Raatein,
Aankhon Mein Sahar Ho Jati Hai.
बीते हुए कुछ दिन ऐसे हैं
तन्हाई जिन्हें दोहराती है,
रो-रो के गुजरती हैं रातें
आंखों में सहर हो जाती है।

Tanhayi Ki Raat Kat Hi Jayegi
Itne Bhi Hum Majboor Nahi,
Dohra Kar Teri Baaton Ko
Kabhi Hans Lenge Kabhi Ro Lenge.
तन्हाई कि रात कट ही जाएगी
इतने भी हम मजबूर नहीं,
दोहरा कर तेरी बातों को
कभी हँस लेंगे कभी रो लेंगे।

Advertisement

Alone Shayari, Mehfil Mein Bhi Tanhayi

Alone Shayari, Umr Gujaari Hai Uss Tarah

Comments