Faiz Two Line Shayari Collection

फैज़ अहमद फैज़ की दो लाईन शायरी

Advertisement

Faiz Two Line Shayari Collection

Inn Mein Lahu Jala Ho Humara Ki Jaan-o-Dil,
Mehfil Mein Kuchh Chiraag Farozaan Huye Toh Hain.
इन में लहू जला हो हमारा कि जान ओ दिल,
महफ़िल में कुछ चराग़ फ़रोज़ाँ हुए तो हैं।

Phir Najar Mein Phool Maheke Dil Phir Shamayein Jalin,
Phir Tasawwur Ne Liya Uss Bazm Mein Jaane Ka Naam.
फिर नज़र में फूल महके दिल में फिर शम्में जलीं,
फिर तसव्वुर ने लिया उस बज़्म में जाने का नाम।

Woh Baat Saare Fasaane Mein Jiska Zikr Na Tha,
Woh Baat Unko Bahut Na-Gawaar Gujri Hai.
वो बात सारे फ़साने में जिस का ज़िक्र न था,
वो बात उन को बहुत ना-गवार गुज़री है।

Ab Apna Ikhtiyaar Hai Chaahe Jahan Chalein,
Rahbar Se Apni Raah Juda Kar Chuke Hain Hum.
अब अपना इख़्तियार है चाहे जहाँ चलें,
रहबर से अपनी राह जुदा कर चुके हैं हम।

Advertisement

Dil Se To Har Moaamla Kar Ke Chale The Saaf Hum,
Kahne Mein Unke Saamne Baat Badal Badal Gayi.
दिल से तो हर मोआमला कर के चले थे साफ़ हम,
कहने में उन के सामने बात बदल बदल गई।

Gham-e-Jahan Ho Rukh-e-Yaar Ho Ki Dast-e-Adu,
Sulook Jis Se Kiya Hum Ne Aashiqana Kiya.
ग़म-ए-जहाँ हो रुख़-ए-यार हो कि दस्त-ए-अदू,
सुलूक जिस से किया हम ने आशिक़ाना किया।

Be-Dam Huye Beemar Davaa Kyun Nahi Dete,
Tum Achhe Maseeha Ho Shifa Kyun Nahi Dete.
बे-दम हुए बीमार दवा क्यूँ नहीं देते,
तुम अच्छे मसीहा हो शिफ़ा क्यूँ नहीं देते।

Zindgi Kya Kisi Muflis Ki Qabaa Hai Jis Mein,
Har Ghadi Dard Ke Paiband Lage Jaate Hain.
ज़िंदगी क्या किसी मुफ़लिस की क़बा है जिस में,
हर घड़ी दर्द के पैवंद लगे जाते हैं।

Teri Aamad Se Ghat Ti Umr Jahan Mein Sab Ki,
Faiz Ne Likhi Hai Ye Nazm Nirale Dhab Ki.
तेरी आमद से घटती उम्र जहाँ में सब की,
फैज़ ने लिखी है यह नज़्म अनूठे ढब की।

Iqbal Two Line Shayari

Two Line Shayari, Khijaan Kya Bahaar Kya

Comments