Funny Shayari

Funny Shayari in Hindi, Itne Pade Hain Dande Teri Gali Me

Cool Funny Loughter Lines for Girlfriend

Itne Pade Hain Dande Teri Gali Mein,
Armaan Ho Gaye Thande Teri Gali Mein,
Ek Haath Mein Hai Kanghi Zulfein Sanwarate Hain,
Gadenge Ashiqi Ke Jhande Teri Gali Mein.

Ab Kya Bataye Zalim Kaise Gujarte Hain,
Sunday Teri Gali Mein Monday Teri Gali Mein,
Seene Pe Haath Rakh Kar Tujhko Pukarte Hain,
Jab Maarte Hain Hai Patthar Munde Teri Gali Mein.

...Read More Shayaris
Ads by Google