Hindi Sad Shayari on Lamha

Best Hindi Shayaris on Lamha and Waqt

Advertisement

Hindi Sad Shayari on Lamha

Dil Se Roye Magar Hotho Se Muskura Baithe,
Yun Hi Hum Kisi Se Wafa Nibha Baithe,
Wo Hamein Ek Lamha Na De Paye Pyaar Ka,
Aur Hum Unke Liye Zindgi Luta Baithe.
दिल से रोये मगर होंठो से मुस्कुरा बैठे,
यूँ ही हम किसी से वफ़ा निभा बैठे,
वो हमे एक लम्हा न दे पाए प्यार का,
और हम उनके लिये जिंदगी लुटा बैठे।

Advertisement

Utna Haseen Phir Koyi Lamha Nahi Nahi Mila,
Tere Jaane Ke Baad Koyi Bhi Tujh Sa Nahi Mila,
Socha Karun Main Ek Din Khud Se Hi Guftgu,
Lekin Kabhi Main Khud Ko Tanha Nahi Mila.
उतना हसीन फिर कोई लम्हा नहीं मिला,
तेरे जाने के बाद कोई भी तुझ सा नहीं मिला,
सोचा करूँ मैं एक दिन खुद से ही गुफ्तगू,
लेकिन कभी मैं खुद को तन्हा नहीं मिला।

Na Jane Kyun Waqt Iss Tareh Gujar Jata Hai,
Jo Waqt Bura Hai Woh Palat Ke Samne Aata Hai,
Aur Jis Waqt Ko Hum Dil Se Pana Chate Hai,
Woh Toh Bas Ek Lamha Bankar Beet Jata Hai.
न जाने क्यूँ वक़्त इस तरह गुजर जाता है,
जो वक़्त था वो पलट कर सामने आता है,
और जिस वक़्त को हम दिल से पाना चाहते हैं,
वो तो बस एक लम्हा बनकर बीत जाता है।

Laakh Bandishein Laga Le Duniya Hum Par,
Magar Hum Dil Par Qaabu Nahi Kar Payenge,
Woh Lamha Aakhiri Hoga Jeevan Ka Hamara,
Jis Din Hum Yaar Tujh Ko Bhul Jayenge.
लाख बंदिशें लगा ले दुनिया हम पर,
मगर हम दिल पर काबू नहीं कर पाएंगे,
वो लम्हा आखिरी होगा जीवन का हमारा,
जिस दिन हम यार तुझको भूल जायेंगे।

Advertisement

Sad Shayari, Pyaar Bekhabar Tujhse Kiya

Sad Shayari, Tarasti Hain Teri Deed Ko Aankhein

Comments