Dil Shayari, Dil Chahta Hai
Deep Shayari about Heart in Hindi
Advertisement

Aankhon Mein Doob Jane Ko Dil Chahta Hai,
Ishq Mein Barbad Hone Ko Dil Chahta Hai,
Koi Sambhale Bahak Rahe Hain Mere Kadam,
Wafa Mein Teri Mar Jane Ko Dil Chahta Hai.
आँखों में तेरी डूब जाने को दिल चाहता है,
इश्क में तेरे बर्बाद होने को दिल चाहता है,
कोई संभाले बहक रहे है मेरे कदम,
वफ़ा में तेरी मर जाने को दिल चाहता है।
Advertisement
Aap Se Roj Milne Ko Jee Chahta Hai,
Kuchh SunNe Sunaane Ko Jee Chahta Hai,
Tha Aapke Manaane Ka Andaaz Aisa,
Ke Phir Ruthh Jane Ko Jee Chahta Hai.
आपसे रोज़ मिलने को दिल चाहता है,
कुछ सुनने सुनाने को दिल चाहता है,
था आपके मनाने का अंदाज़ ऐसा,
कि फिर रूठ जाने को दिल चाहता है।