Dil Shayari, Dil Kamaal Karta Hai
Hindi Dil Shayari Dil Ka Kamaal
Advertisement
Hajaron Na Mukammal Hasraton Ke Bojh Tale,
Dil Ab Bhi Dhadakta Hai To Kamaal Karta Hai.
हजारों ना-मुकम्मल हसरतों के बोझ तले,
दिल अब भी धड़कता है तो कमाल करता है।

Tamam Umar Isee Justajoo Main Gujri Hai,
Kabhi Samajh Mein Nahi Aaya Masahla Dil Ka.
तमाम उम्र इसी जुस्तजू में गुजरी है,
कभी समझ में नहीं आया मसहला दिल का।
Advertisement
Khud Ko Bhi Bhool Baithega Vagarna Yoon,
Hai Ab Bhi Waqt Ishq Mein Dil Mubtala Na Kar.
खुद को भी भूल बैठेगा वगरना यूँ,
है अब भी वक़्त इश्क में दिल मुब्तला न कर।
Aankhon Se Lade Ghesu-e-Khamdar Se Uljhe,
Ye Hairat-e-Dil Roj Hi Do-Char Se Uljhe.
आँखों से लड़े गेसु-ए-खमदार से उलझे,
ये हैरत-ए-दिल रोज ही दो-चार से उलझे।