Dil Shayari, Dil Ko Dil Bana Diya
Very Good Shayari on Heart
Advertisement

Lakhon Mein Intekhab Ke Kabil Bana Diya,
Jis Dil Ko Tumne Dekh Liya Dil Bana Diya,
Pehle Kahan Yeh Naaj The Yeh Ishwa-o-Adaa,
Dil Ko Duaayein Do Tumhein Qatil Bana Diya.
Advertisement
लाखों में इंतिख़ाब के क़ाबिल बना दिया,
जिस दिल को तुमने देख लिया दिल बना दिया,
पहले कहाँ ये नाज़ थे ये इश्वा-ओ-अदा,
दिल को दुआएँ दो तुम्हें क़ातिल बना दिया।