Dil Shayari, Jispe Dil Luta Dete
Shayari about sweet pain of love in heart
Advertisement
Kahan Koyi Mila Aisa Jispe Dil Luta Dete,
Har Ek Ne Dhoka Diya Kis Kisko Bhula Dete,
Apne Dard Dil Hi Mein Dabaye Rakha,
Karte Bayan Toh Mehfilon Ko Rula Dete.
कहाँ कोई मिला ऐसा जिसपे दिल लुटा देते,
हर एक ने धोखा दिया किस किस को भुला देते,
अपने दर्द को दिल ही में दबाये रखा,
बयां करते तो महफिलों को रुला देते।
Advertisement
Iss Dil Ki Daastaan Bhi Badi Ajeeb Hoti Hai,
Badi Mushkil Se Ise Khushi Naseeb Hoti Hai,
Kisi Ke Paas Aane Par Khushi Ho Na Ho,
Par Dur Jaane Par Badi Takleef Hoti Hai.
इस दिल की दास्ताँ भी बड़ी अजीब होती है,
बड़ी मुश्किल से इसे ख़ुशी नसीब होती है,
किसी के पास आने पर ख़ुशी हो न हो,
पर दूर जाने पर बड़ी तकलीफ होती है।