Nafrat Shayari, Nafrat Ho Jayegi Tujhe
Sad Hate Shayari for Unfaithful Lover
Nafrat Ho Jayegi Tujhe Apne Hi Kirdaar Se,
Agar Main Tere Hi Andaaj Mein Tujhse Baat Karun.
नफ़रत हो जायेगी तुझे अपने ही किरदार से,
अगर मैं तेरे ही अंदाज में तुझसे बात करुं।
Tujhe Pyaar Bhi Teri Aukaat Se Jyada Kiya Tha,
Ab Baat Nafrat Ki Hai Toh Nafrat Hi Sahi.
तुझे प्यार भी तेरी औकात से ज्यादा किया था,
अब बात नफरत की है तो नफरत ही सही।
Jarurat Hai Mujhe Naye Nafrat Karne Walon Ki,
Purane Dushman Toh Ab Mujhe Chahne Lage Hain.
जरूरत है मुझे नये नफरत करने वालों की,
पुराने दुश्मन तो अब मुझे चाहने लगे है।
Humein Barbaad Karna Hai Toh Humse Pyar Karo,
Nafrat Karoge Toh Khud Barbaad Ho Jaoge.
हमें बरबाद करना है तो हमसे प्यार करो,
नफरत करोगे तो खुद बरबाद हो जाओगे।
Iss Kadar Nafrat Hai Use Meri Mohabbat Se,
Hath Usne Jala Liye Meri Taqdir Mitane Ke Liye.
इस कदर नफरत है उसे मेरी मोहब्बत से,
हाथ अपने जला लिए मेरी तकदीर मिटाने के लिए।