Hate Shayari, Har Dil Mein Nafrat
Deep Meaning Nafrat Shayari in Hindi
Advertisement
Qatl Toh Lazim Hai Iss Bewafa Shahar Mein,
Jise Dekho Dil Mein Nafrat Liye Firta Hai.
क़त्ल तो लाजिम है इस बेवफा शहर में,
जिसे देखो दिल में नफरत लिये फिरता है।

Lekar Ke Mera Naam Woh Mujhe Kosta Hai,
Nafrat Hi Sahi Par Woh Mujhe Sochta Toh Hai.
लेकर के मेरा नाम वो मुझे कोसता है,
नफरत ही सही पर वो मुझे सोचता तो है।
Advertisement
Koi Toh Haal-e-Dil Apna Bhi Samjhega,
Har Shakhs Ko Nafrat Ho Jaroori To Nahi.
कोई तो हाल-ए-दिल अपना भी समझेगा,
हर शख्स को नफरत हो जरूरी तो नहीं।
Nafrat Mat Karna Humse Hamein Bura Lagega,
Bas Pyar Se Kah Dena Teri Jaroorat Nahi Hai.
नफरत मत करना हमसे हमें बुरा लगेगा,
बस प्यार से कह देना तेरी जरुरत नहीं है।