Attitude Shayari, Bhulna Humein Bhi Aata Hai
Nice Attitude Shayari in Hindi
Advertisement
Bhulkar Hamein Agar Tum Rehte Ho Salamat,
Toh BhulKe Tumko Sambhlna Humein Bhi Aata Hai,
Meri Fitrat Mein Yeh Aadat Nahi Hai Varna,
Teri Tarah Badal Jana Humein Bhi Aata Hai.
भूलकर हमें अगर तुम रहते हो सलामत,
तो भूलके तुमको संभलना हमें भी आता है,
मेरी फ़ितरत में ये आदत नहीं है वरना,
तेरी तरह बदल जाना हमें भी आता है।
Advertisement
Meri Takdeer Mein Jalna Hai Toh Jal Jaunga,
Main Koi Tera Vada Toh Nahi Jo Badal Jaunga,
MujhKo Na Samjhao Meri Zindagi Ke Usool,
Main Khud Hi Thhokar Kha Ke Sambhal Jaunga.
मेरी तकदीर में जलना है तो जल जाऊँगा,
मैं कोई तेरा वादा तो नहीं जो बदल जाऊँगा,
मुझको न समझाओ मेरी जिंदगी के उसूल,
मैं खुद ही ठोकर खा के संभल जाऊँगा।