Hindi Attitude Shayari, Chamak Mere Kirdaar Ki
Nice Attitude Shayari Status in Hindi
Advertisement

Chamak Suraj Ki Nahi Mere Kirdaar Ki Hai,
Khabar Ye Aasmaan Ke Akhbaar Ki Hai,
Main Chaloon To Mere Sang Kaarwan Chale,
Baat Guroor Ki Nahi Aitwaar Ki Hai.
चमक सूरज की नहीं मेरे किरदार की है,
खबर ये आसमाँ के अखबार की है,
मैं चलूँ... तो मेरे संग कारवाँ चले,
बात गुरूर की नहीं, ऐतबार की है।
Advertisement
Suraj, Chand Aur Sitare Mere Saath Mein Rahe,
Jab Tak Tumhara Haath Mere Haath Mein Rahe,
Shakhon Se Jo Toot Jaye Woh Patta Nahi Hain Hum,
Aandhi Se Koi Keh De Ke Aukaat Main Rahe.
सूरज, चाँद और सितारे मेरे साथ में रहे,
जब तक तुम्हारा हाथ मेरे हाथ में रहे,
शाखों से जो टूट जाये वो पत्ता नहीं हैं हम,
आंधी से कोई कह दे कि औकात में रहे।