Khuddari Meri Daulat Hai
Khuddari Hindi Attitude Status in Hindi
Advertisement
बस खुद्दारी ही मेरी दौलत है,
जो मेरी हस्ती में रहती है,
बाकी जिंदगी तो फकीरी है,
वो अपनी मस्ती में रहती है।
Bas Khuddari Hi Meri Daulat Hai,
Jo Meri Hasti Mein Rehti Hai,
Baaki Jindagi To Fakeeri Hai,
Wo Apni Masti Mein Rehti Hai.
राख बेशक हूँ मगर,
मुझ में हरकत है अभी भी,
जिस को जलने की तमन्ना हो,
वो हवा दे कर देख ले मुझे।
Raakh Beshak Hoon Magar,
Mujh Mein Harkat Hai Abhi Bhi,
Jis Ko Jalne Ki Tamanna Ho,
Wo Hawa De Kar Dekh Le Mujhe.
Advertisement
मुझसे दोस्ती करो या न करो,
मगर दुश्मनी कभी न करना,
क्यों की रिश्ता कोई भी हो,
मै अच्छे से निभाता हूँ।
Mujhse Dosti Karo Ya Na Karo,
Magar Dushmani Kabhi Na Karna,
Kyon Ki Rishta Koi Bhi Ho,
Main Achchhe Se Nibhata Hoon.