Dard Bhari Shayari, Dard Ka Hisaab
Nice Dard Shayari with Painful Sentiments
Advertisement
Agar Mohabbat Ki Hadd Nahin Koi,
Toh Dard Ka Hisaab Kyun Rakhoon.
अगर मोहब्बत की हद नहीं कोई,
तो दर्द का हिसाब क्यूँ रखूं।
Naseehat Achchi Deti Hai Duniya,
Agar Dard Kisi Ghair Ka Ho.
नसीहत अच्छी देती है दुनिया,
अगर दर्द किसी ग़ैर का हो।
Advertisement
Diljalo Se Dillagi Achhi Nahi,
Rone Walon Se Hansi Achhi Nahi.
दिलजलों से दिल्लगी अच्छी नहीं,
रोने वालों से हँसी अच्छी नहीं।
Haal Puchha Na Khairiyat Puchhi,
Aaj Bhi Usne Haisiyat Puchhi.
हाल पूछा न खैरियत पूछी,
आज भी उसने हैसियत पूछी।
Maan Leta Hoon Tere Vaade Ko,
Bhool Jata Hoon Main Ke Tu Hai Wahi.
मान लेता हूँ तेरे वादे को,
भूल जाता हूँ मैं कि तू है वही।