Sharab Shayari, Kaise Pilayi Jati Hai

Hindi Shero Shayari about Drinking and Decimation

Advertisement

Sharab Shayari, Kaise Pilayi Jati Hai

Tum Kya Jano Sharab Kaise Pilayi Jati Hai,
Kholne Se Pehle Botal Hilayi Jati Hai,
Phir Aawaj Lagayi Jaati Hai Aa Jao Tute Dil Walo,
Yahan Dard-e-Dil Ki Dawa Pilayi Jati Hai.
तुम क्या जानो शराब कैसे पिलाई जाती है,
खोलने से पहले बोतल हिलाई जाती है,
फिर आवाज़ लगायी जाती है आ जाओ टूटे दिल वालों,
यहाँ दर्द-ए-दिल की दवा पिलाई जाती है।

Advertisement

Tohfe Mein Mat Gulab Lekar Aana,
Meri Kabr Par Mat Chirag Lekar Aana,
Bahut Pyasa Hun Barson Se Main,
Jab Bhi Aana Sharab Lekar Aana.
तोहफे में मत गुलाब लेकर आना,
मेरी क़ब्र पर मत चिराग लेकर आना,
बहुत प्यासा हूँ बरसों से मैं,
जब भी आना शराब लेकर आना।

Main Tod Leta Agar Woh Gulab Hoti,
Main Jawab Banta Agar Woh Sawal Hoti,
Sab Jante Hain Main Nasha Nahi Karta,
Phir Bhi Pee Leta Agar Woh Sharab Hoti.
मैं तोड़ लेता अगर वो गुलाब होती,
मैं जवाब बनता अगर वो सवाल होती,
सब जानते हैं मैं नशा नहीं करता,
फिर भी पी लेता अगर वो शराब होती।

Advertisement

Sharab Shayari, Kahin Khaali Pyale Hain

Sharab Shayari, Taras Kha Ke Pee Gaya

Comments