
Kuchh Thokaro Ke Baad Nazakat Aa Gayi Mujhme,
Ab Dil Ke Mashwaro Pe Main Bharosa Nahi Karta.
कुछ ठोकरों के बाद नज़ाक़त आ गई मुझ में,
अब दिल के मशवरों पे मैं भरोसा नहीं करता।
Inn Dino Dil Apna Sakht Be-Aaram Rehta Hai,
Isi Haalat Mein Lekar Subah Se Shaam Rehta Hai.
इन दिनों दिल अपना सख्त बे-आराम रहता है,
इसी हालत में लेकर सुबह से शाम रहता है।



