Shayari Doorie Aisi Ki MitTi Nahi
Short Hindi Quotes about Distance Between Heart
Advertisement
Doorie Aisi Ki MitTi Hi Nahi,
Main Tere Paas Bhi Aaun To Kahan Tak Aaun.
दूरी ऐसी कि मिटती ही नहीं,
मैं तेरे पास भी आऊँ तो कहाँ तक आऊँ।

Paas Rehne Se Bhi Kam Nahi Hota,
Faasla Jo Dilon Mein Hota Hai.
पास रहने से भी कम नहीं होता,
फासला जो दिलों में होता है।
Advertisement
Wo Mujhse Door Reh Kar Khush Hai,
Aur Main Usey Khush Dekhne Ke Liye Door Hoon.
वो मुझसे दूर रहकर खुश है,
और मैं उसे खुश देखने के लिए दूर हूँ।
Na Jaane Kareeb Aana Kise Kehte Hain,
Mujhe To Aapse Door Jaana Hi Nahi Aata.
न जाने करीब आना किसे कहते है,
मुझे तो आपसे दूर जाना ही नहीं आता।