Tear Shayari, Aansoo Pee Liya Hota
Short Tears Shayari in Hindi
Advertisement
दर्द बेवक्त हो गया रुसवा,
एक आँसू था पी लिया होता।
Dard Be-Waqt Ho Haya Ruswa,
Ek Aansoo Tha Pee Liya Hota.

यूँ ही आँखों में आ गए आँसू,
जाईये आप कोई बात नहीं।
Yoon Hi Ankhon Mein Aaa Gaye Aansoo,
Jayiye Aap Koi Baat Nahin.
Advertisement
अश्क बह कर भी कम नहीं होते,
आँखें कितनी अमीर होती हैं।
Ashq Beh Kar Bhi Kam Nahin Hote,
Aankhein Kitni Ameer Hoti Hain.
ये पानी खामोशी से बह रहा है,
इसे देखें कि इस में डूब जाएँ।
Ye Paani Khamoshi Se Beh Raha Hai,
Ise Dekhein Ki Iss Mein Doob Jaayein.
जो जुबान से बयान नहीं होते,
उन्हीं लफ्जों से अश्क बनते हैं।
Jo Zubaan Se Bayaan Nahin Hote,
Unhin Lafjon Se Ashq Ban Te Hain.