Very Funny Shayari, Kar Le Na Khuda Yaad
Funny Two Line Comedy Shayari in Hindi
Advertisement
Rehta Hai Ibaadat Mein Humein Maut Ka Khatka,
Hum Yaad Khuda Karte Hain Kar Le Na Khuda Yaad.
रहता है इबादत में हमें मौत का खटका,
हम याद ख़ुदा करते हैं कर ले न ख़ुदा याद।

Advertisement
Mayyat Pe Aaye Hain Kuchh Iss Adaa Se Woh,
Sab Unn Pe Mar Mite Hain Mujhe Tanha Chhod Ke.
मय्यत पे मेरी आए हैं कुछ इस अदा से वो,
सब उन पे मर मिटे हैं मुझे तन्हा छोड़ के।
Kaash Humara Bhi Koi Rashq-e-Qamar Hota,
Hum Bhi Najar Milate Humein Bhi Mazaa Aata.
काश हमारा भी कोई रश्के-क़मर होता,
हम भी नजर मिलाते हमें भी मज़ा आता।