Ankho Mein Aansu Chehre Par Hansi Hai,
Saanso Mein Aahein Dil Mein Bebasi Hai,
Pehle Kyun Nahi Bataya Yaar Ki,
Darwaje Mein Ungli Fansi Hai.
आँखों में आँसू चेहरे पर हँसी है,
साँसों में आहें दिल में बेबसी है,
पहले क्यों नहीं बताया यार कि,
दरवाज़े में ऊँगली फँसी है।
Baajuon Mein Dum Rakhta Hoon,
Dil Mein Gham Rakhta Hoon,
Pata Tha SMS Aayega Tera,
Isliye Painkiller Sang Rakhta Hoon.
बाजुओं में दम रखता हूँ,
दिल में ग़म रखता हूँ,
पता था SMS आएगा तेरा,
इसलिए पेनकिलर संग रखता हूँ।
