Heart Touching Lines, Zindagi Badi Ajeeb Si
Nice Heart Touching Shayari Phrases in Hindi
Zindagi Badi Ajeeb Si Ho Gayi Hai,
Jo Musafir The Woh Raas Nahi Aaye,
Jinhein Chaha Woh Saath Nahi Aaye.
जिंदगी बड़ी अजीब सी हो गयी है,
जो मुसाफिर थे वो रास नहीं आये,
जिन्हें चाहा वो साथ नहीं आये।
Tera Mera Ishq Hai Zamane Se Kuchh Juda,
Ek Tumhari Kahani Hai Lafzo Se Bhari,
Ek Mera Kissa Hai Khamoshi Se Bhara.
तेरा मेरा इश्क है ज़माने से कुछ जुदा,
एक तुम्हारी कहानी है लफ्जों से भरी,
एक मेरा किस्सा है ख़ामोशी से भरा।
Use Lagta Hai Ke Uski Chalakiyan
Mujhe Samajh Nahi Aati,
Main Badi Khamoshi Se Dekhta Hun,
Use Apni Najron Se Girte Hue.
उसे लगता है कि उसकी चालाकियाँ
मुझे समझ नहीं आती,
मैं बड़ी खामोशी से देखता हूँ
उसे अपनी नजरों से गिरते हुए।
Kahani Bas Itni Si Thi
Tumhari Humari Mohabbat Ki,
Mausam Ki Tarah Tum Badal Gaye,
Fasal Ki Tarah Hum Barbaad Ho Gaye.
कहानी बस इतनी सी थी
तुम्हारी हमारी मोहब्बत की,
मौसम की तरह तुम बदल गए,
फसल की तरह हम बरबाद हो गए।