Heart Touching Lines, Main Jazbat Tha
Cute Touching Shayari Lines in Hindi
Advertisement

Woh Muskan Thi Kahin Kho Gayi,
Aur Main Jazbat Tha Kahin Bikhar Gaya.
वो मुस्कान थी कहीं खो गयी,
और मैं जज्बात था कहीं बिखर गया।
Kitabein Bhi Bilkul Meri Tarah Hain,
Alfaz Se Bharpur Magar Khamosh.
किताबें भी बिल्कुल मेरी तरह हैं
अल्फ़ाज़ से भरपूर मगर खामोश।
Advertisement
Achhe Hote Hain Bure Log,
Achha Hone Ka Dikhawa Nahi Karte.
अच्छे होते हैं बुरे लोग,
अच्छा होने का दिखावा नहीं करते।
Tumhare Paas Toh Phir Bhi Tum Ho,
Mere Paas Toh Main Bhi Nahi.
तुम्हारे पास तो फिर भी तुम हो,
मेरे पास तो... मैं भी नहीं।
Agar Tum Mujhe Saleeke Se Todti,
Toh Mere Tukde Bhi Tumhare Kaam Aate.
अगर तुम मुझे सलीके से तोड़ती,
तो मेरे टुकड़े भी तुम्हारे काम आते।