Afsos Shayari, Afsos Iss Baat Ka Hai
Latest Shayari on Afsos
Advertisement
Gam Nahi Ke Tum Bewafa Nikli,
Magar Afsos Iss Baat Ka Hai,
Wo Sab Log Sach Nikle,
Jinse Main Tere Liye Lada Tha.
गम नही कि तुम बेवफा निकली,
मगर अफ़सोस इस बात का है,
वो सब लोग सच निकले,
जिनसे मैं तेरे लिए लड़ा था।
Advertisement
Mujhe Kuch Afsos Nahi Ke Mere Paas
Sab Kuch Hona Chahiye Tha,
Main Us Waqt Bhi Muskurata Tha
Jab Mujhe Rona Chahiye Tha.
मुझे कुछ अफ़सोस नहीं के मेरे पास
सब कुछ होना चाहिए था,
मै उस वक़्त भी मुस्कुराता था
जब मुझे रोना चाहिए था।