Hindi Shayari, Asar Daulat Ka Hua
Best Shayari in Hindi about Deep Feelings
Advertisement

आज उसे एहसास मेरी मोहब्बत का हुआ,
शहर में जब चर्चा मेरी शोहरत का हुआ,
नाम नहीं लेती मुझे अब जान कहती है,
देखो कितना असर उस पर दौलत का हुआ।
Aaj Usey Ehsaas Meri Mohabbat Ka Hua,
Shahar Mein Jab Charcha Meri Shohrat Ka Hua,
Naam Nahin Leti Mujhe Ab Jaan Kehti Hai,
Dekho Kitna Asar Uss Par Daulat Ka Hua.
Advertisement
उनकी आँखों में न बस पाए तो गम नहीं,
उनकी बातों में कभी हमारा जिक्र तो हो,
माना उनके अपनों की कतार जरा लंबी है,
मगर किन्ही दो पलों में हमारी फिक्र तो हो।
Unki Aankho Mein Na Bas Paye To Gam Nahi,
Unki Baato Mein Kabhi Humara Zikr To Ho,
Mana Unke Apno Ki Kataar Jara Lambi Hai,
Magar Kinhi Do Palo Mein Humari Fikr To Ho.