
Karein Hum Dushmani Kis Se, Koyi Dushman Nahi Apna,
Mohabbat Ne Nahi Chhodi, Jagah Dil Mein Adaawat Ki.
करें हम दुश्मनी किससे, कोई दुश्मन नहीं अपना,
मोहब्बत ने नहीं छोड़ी, जगह दिल में अदावत की।
Dushmani Ka Safar Ek Kadam Do Kadam,
Tum Bhi Thak Jaoge, Hum Bhi Thak Jayenge.
दुश्मनी का सफ़र एक कदम दो कदम,
तुम भी थक जाओगे, हम भी थक जाएंगे।

