Motivational Shayari, Zindagi Ka Safar
Inspiration quotes about Life in hindi
Raaste Kahan Khatm Hote Hain Zindagi Ke Safar Mein,
Manzil Toh Wahi Hai Jahan Khwaahishein Tham Jayein.
रस्ते कहाँ खत्म होते हैं जिंदगी के सफर में,
मंजिल तो वही है जहां ख्वाहिशें थम जाएँ।
Hum Bhi Dariya Hain Humein Apna Hunar Maloom Hai,
Jis Taraf Bhi Chal Padenge Raasta Ho Jayega.
हम भी दरिया हैं, हमें अपना हुनर मालूम है,
जिस तरफ़ भी चल पड़ेगे, रास्ता हो जाएगा।

Hawaaon Ko Pata Tha Main Jara Majboot Tehni Hoon,
Yahi Sach Aandhiyon Ne Ab Hawaaon Ko Bataya Hai.
हवाओं को पता था मैं ज़रा मजबूत टहनी हूँ,
यही सच आंधियों ने अब हवाओं को बताया है।
Manzilon Ke Gham Mein Rone Se Manzilein Nahi Milti,
Haunsle Bhi Toot Jate Hain Aksar Udaas Rehne Se.
मंज़िलों के ग़म में रोने से मंज़िलें नहीं मिलती,
हौंसले भी टूट जाते हैं अक्सर उदास रहने से।
Itr Se Kapdon Ko Mahkana Koi Badi Baat Nahi,
Mazaa Toh Tab Jab Aapke Kirdaar Se Khushboo Aaye.
इत्र से कपड़ों को महकाना कोई बड़ी बात नहीं हे,
मज़ा तो तब है जब आपके किरदार से खुशबू आये।