Motivational Shayari, Rakh Yakeen Iraadon Par
Best Inspirational Shayari in Hindi
Mushkilon Se Keh Do Uljha Na Kare Humse,
Har Halaat Mein Jeene Ka Hunar Aata Hai Humein.
मुश्किलों से कह दो उलझा न करे हम से,
हर हालात में जीने का हुनर आता है हमें।

Tu Rakh Yakeen Bas Apne Iraadon Par,
Teri Haar Tere Hauslon Se Toh Badi Nahi Hogi.
तू रख यकीन बस अपने इरादों पर,
तेरी हार तेरे हौसलों से तो बड़ी नहीं होगी।
Hauslon Par Apne Jo Aitbaar Karte Hain Unhein,
Manzilein Khud Pate Batati Hain Raste Intezar Karte Hain.
हौसलों पर अपने जो ऐतबार करते हैं उन्हें,
मंज़िलें खुद पते बताती हैं रास्ते इंतज़ार करते हैं।
Hausle Bhi Kisi Hakeem Se Kam Nahi Hote,
Har Takleef Mein Takat Ki Davaa Dete Hain.
हौसले भी किसी हकीम से कम नहीं होते,
हर तकलीफ़ में ताकत की दवा देते हैं।
Fasla Najron Ka Dhokha Bhi Toh Ho Sakta Hai,
Koi Mile Na Mile Haath Barha Kar Dekho.
फासला नजरों का धोखा भी तो हो सकता है,
कोई मिले या ना मिले हाथ बढ़ा कर देखो।