Motivational Shayari, Jazba Hai Jeene Ka
Best Inspirational Success Quotes Shayari in Hindi
थक गये पैर लेकिन हिम्मत नहीं हारी,
जज्बा है जीने का, सफर है अभी जारी।
Thak Gaye Pair Lekin Himmat Nahin Haari,
Jazba Hai Jeene Ka, Safar Hai Abhi Jaari.

Never Give Up Motivational Shayari
सीख ली जिसने अदा गम में मुस्कुराने की,
उसे क्या मिटायेंगी गर्दिशें जमाने की।
Seekh Li Jisne Adaa Gham Mein Muskuraane Ki,
Usey Kya Mitaayengi Gardishein Zamane Ki.
ठहर के पाँव के काँटे निकालने वाले,
ये होश है तो जुनूँ कामयाब क्या होगा।
Thahar Ke Paanv Ke Kaante Nikaalane Wale,
Ye Hosh Hai To Junoon Kaamayaab Kya Hoga.
प्यास कहती है चलो रेत निचोड़ी जाए,
अपने हिस्से में समुंदर नहीं आने वाला।
Pyaas Kehti Hai, Chalo Ret Nichodi Jaaye,
Apne Hisse Me Samandar Nahi Aane Wala.
(मेराज फ़ैज़ाबादी)
एक जुगनू ने कहा मैं भी तुम्हारे साथ हूँ,
वक्त की इस धुंध में तुम रोशनी बनकर दिखो।
Ek Jugnoo Ne Kaha Main Bhi Tumhaare Saath Hoon,
Waqt Ki Iss Dhundh Mein Tum Roshani Bankar Dikho.