Zindagi Mujhe Tujh Se Mohabbat Hai
Beautiful Shayari Lines about Life

Kabhi Palkon Pe Aansoo Hai,
Kabhi Lab Per Shikayat Hai,
Magar Aye Zindgi Phir Bhi,
Mujhe Tujh Se Mohabbat Hai,
Jo Aata Hai Woh Jaata Hai,
Yeh Duniya Aani Jaani Hai,
Yehan Her Shaks Musafir Hai,
Safar Mein Zindagani Hai,
Ujalon Ki Zaroorat Hai,
Andhera Meri Kismat Hai,
Kabhi Palkon Pe Ansoo Hai,
Kabhi Lab Par Shikayat Hai,
Magar Aye Zindgi Phir Bhi,
Mujhe Tujh Se Mohabbat Hai.
कभी पलकों पे आंसू हैं,
कभी लब पर शिकायत है,
मगर ऐ जिंदगी फिर भी,
मुझे तुझसे मुहब्बत है।
जो जाता है वो जाता है,
यह दुनिया आनी जानी है,
यहाँ हर शख्स मुसाफिर है,
सफ़र में जिंदगानी है।
उजालों की जरूरत है,
अँधेरा मेरी किस्मत है,
कभी पलकों पे आंसू हैं,
कभी लब पर शिकायत है,
मगर ऐ जिंदगी फिर भी,
मुझे तुझसे मुहब्बत है।