Life Shayari, Bichhad Gayi Zindagi
Shayari about Sad Life
Advertisement
Wo Mujh Se Bichhda Toh Bichhad Gayi Zindagi,
Main Zinda Toh Raha Magar Zindon Mein Na Raha.
वो मुझसे बिछड़ा तो बिछड़ गई जिंदगी,
मैं ज़िंदा तो रहा मगर ज़िंदों में न रहा।

Humse Mat Puchhiye Zindagi Ke Baare Mein,
Aznabi Kya Jaane Abnabi Ke Baare Mein.
हमसे मत पूछिए ज़िन्दगी के बारे में,
अजनबी क्या जाने अजनबी के बारे में।
Advertisement
Aisa Lagata Hai, Har Imtehaan Ke Liye,
Kisi Ne Zindagi Ko Hamara Pata De Diya Hai.
ऐसा लगता है, हर इम्तिहाँ के लिए,
किसी ने ज़िन्दगी को हमारा पता दे दिया है।
Meri Ye Zindagi Hai Ke Marna Pada Mujhe,
Ek Aur Zindagi Ki Tamanna Liye Huye.
मेरी यह ज़िन्दगी है कि मरना पड़ा मुझे,
इक और ज़िन्दगी की तमन्ना लिए हुए।