Shayari on Life, Zindagi Ka Tajurba
Beautiful Life Shayari Quotes in Hindi and English Font
Mujhe Zindagi Ka Itna Tajurba Toh Nahin Hai Dosto,
Par Log Kahte Hain Yehan Saadgi Se KatTi Nahi.
मुझे ज़िंदगी का इतना तजुर्बा तो नहीं है दोस्तों,
पर लोग कहते हैं यहाँ सादगी से कटती नहीं।

Manzile Mujhe Chhod Gayi Raston Ne Sambhal Liya
Zindagi Teri Jarurat Nahi Mujhe Haadson Ne Paal Liya.
मंजिलें मुझे छोड़ गयी रास्तों ने संभाल लिया,
जिंदगी तेरी जरूरत नहीं मुझे हादसों ने पाल लिया।
Kuchh Aise Haadse Bhi Hote Hain Zindagi Mein Ai Dost,
Insaan Bach Toh Jata Hai Magar Zinda Nahi Rehta.
कुछ ऐसे हादसे भी होते हैं ज़िंदगी में ऐ दोस्त,
इंसान बच तो जाता है मगर ज़िंदा नहीं रहता।
Jab Bhi Suljhana Chaha Zindagi Ke Sawalon Ko Maine,
Har EK Sawal Mein Zindagi Meri Ulajhti Chali Gayi.
जब भी सुलझाना चाहा ज़िंदगी के सवालों को मैंने,
हर एक सवाल में जिंदगी मेरी उलझती चली गई।
Ai Zindagi, Todkar Humko Aise Bikhero Iss Baar,
Na Fir Se Toot Payein Hum, Aur Na Phir Se Jud Paye Tu.
ऐ ज़िंदगी, तोड़ कर हमको ऐसे बिखेरो इस बार,
न फिर से टूट पायें हम, और न फिर से जुड़ पाए तू।