Love Shayari, Teri Ek Khwahish Ke Liye
Cute Love Shayari for Girlfreind or Boyfriend
Main Nasamajh Hi Sahi Magar Woh Tara Hun Jo,
Teri Ek Khwahish Ke Liye Sau Baar Toot Jaun.
मैं नासमझ ही सही मगर वो तारा हूँ जो,
तेरी एक ख्वाहिश के लिए सौ बार टूट जाऊं।
Itna Na Muskurana Ki Najar Lag Jaye Zamaane Ki,
Yehan Har Najar Meri Tarah Mohabbat Ki Nahi Hoti.
इतना न मुस्कुराना कि नजर लग जाए जमाने की,
यहाँ हर नजर मेरी तरह मोहब्बत की नही होती।
Tum Mujhe Ek Mauka Toh Do Aitbaar Banaane Ka,
Thak Jaoge Meri Wafaon Ke Saath Chalte Chalte.
तुम मुझे एक मौका तो दो ऐतबार बनाने का,
थक जाओगे मेरी वफाओं के साथ चलते चलते।
Raah Mein Mile The Hum Raahein Naseeb Ban Gayin,
Na Tu Apne Ghar Gaya Na Hum Apne Ghar Gaye.
राह में मिले थे हम, राहें नसीब बन गईं,
ना तू अपने घर गया, ना हम अपने घर गये।
Jab Tak Tumhein Na Dekhu Dil Ko Karaar Nahi Aata,
Kisi Gair Ke Saath Dekhun Toh Phir Sahaa Nahi Jata.
जब तक तुम्हें न देखूं दिल को करार नहीं आता,
किसी गैर के साथ देखूं तो फिर सहा नहीं जाता।