Romantic Shayari, Saason Ki Mala
New Hindi Romantic Shayari
Advertisement
Tera Pyar Meri Zindgi Mein
Bahaar Le Kar Aaya Hai,
Tere Aane Se Pahle Har Din
Patjhad Hua Karta Tha.
तेरा प्यार मेरी जिंदगी में
बहार ले कर आया है,
तेरे आने से पहले हर दिन
पतझड़ हुआ करता था।
Advertisement
Saason Ki Mala Mein Piro Kar,
Rakhe Hain Teri Chahton Ke Moti,
Ab To Tamanna Yehi Hai Ki,
Bikharu To Sirf Tere Aagosh Mein.
साँसों की माला में पिरो कर,
रखे हैं तेरी चाहतों के मोती,
अब तो तमन्ना यही है कि,
बिखरूं तो सिर्फ तेरे आगोश में।
Tere Naam Se Mohabbat Ki Hai,
Tere Ehsas Se Mohabbat Ki Hai,
Tu Mere Paas Nahi Fir Bhi,
Teri Yaad Se Mohabbat Ki Hai.
तेरे नाम से मोहब्बत की है,
तेरे एहसास से मोहब्बत की है,
तू मेरे पास नहीं फिर भी,
तेरी याद से मोहब्बत की है।