Aaya Hi Tha Khyal Ke Aankhein Chhalak Padi,
Aansu Kisi Ki Yaad Ke Kitne Kareeb Hain.
आया ही था खयाल कि आँखें छलक पड़ीं,
आँसू किसी की याद के कितने करीब हैं।
Teri Muskurahat Tere Kah-Kahe Kisi Aur Ke The,
Jo Teri Aankho Se Tha Tapka, Wo Main Tha.
तेरी मुस्कराहट तेरे कहकहे किसी और के थे,
जो तेरी आँखों से था टपका वो मैं था।
Aansu Bhi Meri Aankh Ke Ab Khushk Ho Gaye,
Tu Ne Mere Khuloos Ki Keemat Bhi Chheen Li.
आँसू भी मेरी आँख के अब खुश्क हो गए,
तू ने मेरे खुलूस की कीमत भी छीन ली।
Waapsi Ka Safar Ab Mumkin Na Hoga,
Hum Toh Nikal Chuke Hain Aankh Se Aansu Ki Tarah
वापसी का सफ़र अब मुमकिन न होगा।
हम तो निकल चुके हैं आँख से आँसू की तरह।
Kam Nahi Hain Aansu Meri Ankhon Mein Magar,
Rota Nahi Ke Unme Uski Tasveer Dikhti Hai.
कम नहीं हैं आँसू मेरी आँखों में मगर,
रोता नहीं कि उनमें उसकी तस्वीर दिखती है।
Aankhon Mein Kaun Aake ilahi Nikal Gaya,
Kis Ki Talaash Mein Mere Ashk Rawaan Chale.
आँखों में कौन आ के इलाही निकल गया,
किस की तलाश में मेरे अश्क़ रवां चले।
Ashq Shayari, Jab Tak Aansu Na Bahe
Ashq Shayari, Do Chaar Aansoo