Aansoo Shayari, Aankhon Mein Dariya
Beautiful Aansoo Shayari about Memories of Lost Boyfriend or Girlfriend
Shayad Tu Kabhi Pyasa Phir Meri Taraf Laut Aaye,
Aankhon Mein Liye Phirta Hoon Dariya Teri Khatir.
शायद तू कभी प्यासा फिर मेरी तरफ लौट आये,
आँखों में लिए फिरता हूँ दरिया तेरी खातिर।

Tapak Padte Hain Aansoo Jab Tumhari Yaad Aati Hai,
Yeh Woh Barsaat Hai Jis Ka Koi Mausam Nahi Hota.
टपक पड़ते हैं आँसू जब तुम्हारी याद आती है,
ये वो बरसात है जिसका कोई मौसम नहीं होता।
Nikal Jaate Hain Tab Aansoo Jab Unki Yaad Aati Hai,
Zamana Muskurata Hai Mohabbat Roothh Jati Hai.
निकल जाते हैं तब आँसू जब उनकी याद आती है,
जमाना मुस्कुराता है मोहब्बत रूठ जाती है।

Har Baat Par Nam Ho Jati Hain Aankhein Meri Aksar,
Jahan Bhar Ke Ashq Khuda Meri Palkon Mein Rakh Bhula.
हर बात पर नम हो जाती हैं आँखें मेरी अक्सर,
जहाँ भर के अश्क खुदा मेरी पलकों में रख भूला।
Socha Hi Nahi Tha Zindagi Mein Aise Bhi Fasaane Honge,
Rona Bhi Jaruri Hoga Aansoo Bhi Chhupane Honge.
सोचा ही नहीं था जिंदगी में ऐसे भी फसाने होंगे,
रोना भी जरुरी होगा आँसू भी छुपाने होंगे।