Attitude Shayari, Mulakaton Ke Lahje
Latest Two Liner Attitude Shayari Hindi Status
Main Logon Se Mulakato Ke Lamhe Yaad Rakhta Hoon,
Baatein Bhool Bhi Jaaun Par Lahje Yaad Rakhta Hoon.
मैं लोगों से मुलाकातों के लम्हें याद रखता हूँ,
बातें भूल भी जाऊं पर लहजे याद रखता हूँ।

Na Main Gira Na Meri Umeedon Ke Meenar Gire,
Par Kuchh Log Mujhe Giraane Mein Kayi Baar Gire.
न मैं गिरा और न मेरी उम्मीदों के मीनार गिरे,
पर कुछ लोग मुझे गिराने में कई बार गिरे।
Zamin Par Aao Phir Dekho Humari Ahmiyat Kya Hai,
Bulandi Se Kabhi Zarron Ka Andaza Nahi Hota.
ज़मीं पर आओ फिर देखो हमारी अहमियत क्या है,
बुलंदी से कभी ज़र्रों का अंदाज़ा नहीं होता।
Kaafile Mein Peechhe Hoon Kuchh Baat Hai Varna,
Meri Khaak Bhi Na Paate Mere Saath Chalne Wale.
क़ाफ़िले में पीछे हूँ कुछ बात है वरना,
मेरी ख़ाक भी ना पाते मेरे साथ चलने वाले।
Sahi Waqt Par Karwa Denge Hadon Ka Ahsaas,
Kuchh Talaab Khud Ko Samandar Samajh Baithhe Hain.
सही वक्त पर करवा देंगे हदों का एहसास,
कुछ तालाब खुद को समंदर समझ बैठे हैं।